Home made pizza.
You engage in brewing steam Home made pizza applying 14 method as a consequence 7 steps. Here is how you make it.
ingredients of Home made pizza
- Prepare 1 cup of maida.
- It's 1 tablespoon of dahi.
- Prepare 1 tsp of chini powder.
- It's 1 tablespoon of oil.
- You need 1/2 tsp of lemon juice.
- It's 1 of onion.
- You need 1 of tomato.
- Prepare 1 of capsicum.
- Prepare 1 tablespoon of pizza sauce.
- It's 1 tsp of tomato sauce.
- Prepare 2 tablespoon of kaddukas kiya huwa cheese.
- It's as needed of butter.
- You need taste of Salt.
- It's as needed of water.
Home made pizza procedure
- Ek bowl me maida dale usme oil dale chini powder dale lemon juice dale dahi dalker achchhe se mix karein aur thoda sa pani dalkar guth kar dough bana ke rakh dijiye 20 minut ke liye kapde se dhak kar rakh dijiye.
- Onion tomato capsicum ko chote chote pees me kat lijiye.
- Ab atte ke dough ko guthe aur uska ek laddu ke akar ka loi banaye aur hath se badha ke bada kijiye ap roti ki tareh bhi bel sakte hai.
- Ab gas on karein uspe none stic pan rakhe flame pehle tez rakhe fir silo kar dijiye pizza roti uspe dale aur dhak dijiye 2minut ke liye ab dusri taraf palat dijiye 1minut ke liye ab gas of kar dijiye pizza roti ko pan se nikal lijiye.
- Ab fir gas on karein pan rakhe usme buttar dale kate huye onion tomato aur capsicum dalkar 2 minut ke liye halke hath se chalaye fir usme tomato sauce dalkar milayye aur gas of kar dijiye.
- Ab pizza roti me buttar lagayye pizza sous lagayye bhune huye mixer ko upar se faila dijiye upar se salt dale chiz dale.
- Gas on karein pan rakhe usme thoda sa buttar dale pizza roti pan me rakh dijiye silo flame par 5 minut ke liye chodkar dhak dijiye fir gas of karein pan se pizza nikale aur man chahe akar me kat lijiye.